Motivational Shayari in Hindi and Inspirational Shayari with best Motivation Shayari Images photos and wallpapers to download these latest Motivation Shayari in HD and share on social media platforms like whatsapp and facebook.
If you want to achieve success in any part of life you need proper Motivation and Inspiration from some great legends and successful personalities these motivational shayari in hindi collection contains all the very best Inspirational Shayaries on the web. We already added some best inspirational shayari in our Good Morning Shayari Photos and Success Shayari posts.
Motivational Shayari in Hindi with Images – मोटिवेशनल शायरी
Safar Ki Hadd Hai Wahan Tak Ke Kuch Nishan Rahey,
Chale Chalo Ke Jahan Tak Ye Asman Rahey,
Ye Kya Uthaye Kadam Aur Aa Gai Manzil,
Maza To Jab Hain Ke Pairon May Kuch Thakan Rahey… 😎😎😎
Hoke Mayus Na Yu Sham Ki Tarah Dhalte Rahiye
Zindagi Ek Bhor Hai Sooraj Ki Tarah Nikalte Rahiye
Thahroge Ek Paanv Par To Thak Jaaoge
Dheere Dheere He Sahi Magar Raah Pe Chalte Rahiye…
Usulon Pe Aanch Aaye To Takrana Jaruri Hai,
Aur Zinda Ho To Zinda Nazar Aana Jaruri Hai…
Mat Soch Ki Tera Sapna Kyun Poora Nahi Hota
Himmat Waalon Ka Irada Kabhi Adhura Nahi Hota
Jis Insaan Ke Karm Acche Hote Hain
Uske Jeevan Mein Kabhi Andhera Nahi Hota…
Asli Pahalwan Ki Pehchan
Akhade Mein Nahi Zindagi Mein Hovey Hai,
Taki Jab Zindagi Tumhe Patkey
To Tum Phir Khade Ho Aur Aisa Daav Maaro Ki
Zindagi Chit Ho Jaaye
Motivational Shayari Image Download
Naseeb Jinke Unche Aur Mast Hote Hain,
Imtihaan Bhi Unke Jabardast Hote Hain…
Haunsle Ke Tarkash Mein, Koshish Ka Wo Teer Zinda Rakh,
Haar Jaa Chahe Zindagi Mein Sab Kuch,
Magar Phir Se Jeetne Ki Ummeed Zinda Rakh…
Zindagi Ki Kashmakash Mein Thoda Ulajh Gayey Hain Doston,
Warna Hum To Unn Mein Sey Hain Jo Dushmano Ko Bhi Akela Mehsoos Nahi Honey Detey…
Sidhiyan Unhe Mubarak Ho
Jinhe Sirf Chhat Tak Jaana Hai,
Meri Manzil To Aasman Hai
Raasta Mujhe Khud Banana Hai..
Choti Si Zindagi Hai, Har Baat Mein Khush Raho
Jo Chehra Paas Na Ho Uski Aawaz Mein Khush Raho
Koi Rutha Ho Aapse Uske Andaaz Mein Khush Raho
Jo Laut Ke Nahi Aane Waale Unki Yaad Mein Khush Raho
Kal Kisne Dekha Aapne Aaj Mein Khush Raho….
nice
Very nice
nice
singh g ka new dhamaka
🌹🌹🌹🌹🌹🌹
*थमती नहीं ज़िन्दगी,*
*कभी किसी के बिना,*
*लेकिन ये गुज़रती भी नहीं,*
*कभी अपनों के बिना..!!*
Lovely sayari dost